JINKO SOLAR PANEL

Jinko Solar Panel Price in Pakistan 585 Watt – Complete Guide 2025

“Jinko 585 watt N-Type monocrystalline solar panel with silver aluminum frame and half-cut cell design.”

Agar aap Pakistan mein solar panel lagwana chahte hain aur confuse hain ke Jinko ka 585 watt panel kaisa hai, kya price hai, aur konsa model lena chahiye — to yeh blog aap ke liye hai.

Roshan Gharana – CM Punjab Free Solar Panel Scheme 2025

Punjab ki Chief Minister Maryam Nawaz Sharif ne Roshan Gharana Free Solar Panel Scheme Punjab bhar me launch ki hai. Is scheme ka maqsad low-income families ko free solar systems provide karna hai taake bijli ka bojh kam ho aur sustainable energy ko farogh mile. Punjab Information Technology Board (PITB) ki madad se 100,000 solar systems muft lagaye jaenge.

Jinko N-Type vs P-Type – What’s the Difference?

Jinko N-Type vs P-Type

Jinko Solar kaafi advanced technology use karta hai — aur inke panels do major types me aate hain: N-Type aur P-Type. Yeh dono types performance, price aur long-term durability me different hain.

10% Tax on Solar Panels from July 2025 in Pakistan

10% tax on solar panel in july pakistan

10% Tax on Solar Panels from July 2025 Pakistan ki energy policy me aik bara tabdeeli lai raha hai. Government ne announce kiya hai ke 1 July 2025 se har solar panel pe 10% General Sales Tax (GST) lagega.